• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mubtala Ek but Ka Hota Hun

Mubtala Ek but Ka Hota Hun

poet

mubtala ek but ka hota huun

aaj iman apna khota huun

tegh-e-abru ke tiir ishq men yaar

jaan se apni haath dhota huun

jaan legi ye muft ki begar

bar-e-ranj-e-firaq Dhota huun

ghote khata huun bahr-e-ulfat men

haal par apne aap rota huun

ek jhuTe ke vasf-e-dandan men

sachche moti sada pirota huun

dil lagata huun un ki mizhgan se

apne haq men ye kanTe bota huun

gham men ik mah-vash ke ashkon se

daman-e-asman bhigota huun

baḳht-e-ḳhufta ka huun dil-e-bedar

kaun shab ai ‘vaqar’ sota huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Nahin Uski Magar Jadugari Maujud Hai

Humne KHayal-E-saKHti-E-Jada Nahin Kiya

faiz-ahmad-faiz

Ye Khun Ki Mahak Hai Ki Lab-E-Yar Ki Khushbu

poet

Dur Hai Ba-Huzur Lagta Hai

Tamam Galiyon Mein Matam Bapa Tha Jangal Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet