• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohlat Na Mili Khwab Ki Tabir Uthate

Mohlat Na Mili Khwab Ki Tabir Uthate

saleem-kausar

mohlat na mili khvab ki taabir uthate

ham maare gae tuute hue tiir uthate

mamur thiin suraj ki gavahi pe havaen

phir saae kahan dhuup ki jagir uthate

tujh tak bhi pahunchne ke liye vaqt nahin tha

kab daulat-e-duniya tire rah-gir uthate

bas ek hi khvahish sar-e-maqtal hamen yaad aai

zindan se nikalte hue zanjir uthate

us vaqt bhi hathon ne qalam ko nahin chhoda

jab in pe zaruri tha ki shamshir uthate

ham log ‘salim’ asal se kat kar nahin jiite

kya soch ke akhir koi tasvir uthate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaane Kitnon Ke Liye Rashk Ka Mehwar Thahra

nazeer-akbarabadi

Mukhde Ko Jo Uske Humne Ja Kar dekha

KHak Mein Milti Hain Kaise Bastiyan Malum Ho

Na-Ashna-E-Dard-E-Dil-E-Be-Qarar Log

Na Arman Ban Ke Aate Hain Na Hasrat Ban Ke Aate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet