• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbaton Mein Wafa Ka Hisab Dega Kaun

Mohabbaton Mein Wafa Ka Hisab Dega Kaun

mohabbaton men vafa ka hisab dega kaun

andheri shab ke liye aftab dega kaun

tum apni niind se jaago to ik saval karen

ki rat-jagon ka hamare hisab dega kaun

agar rahega yahi haal be-niyazi ka

tumhare haath men dil ki kitab dega kaun

thaki thaki si nazar ko kahan mayassar tum

ḳhizan ke daur men khilta gulab dega kaun

dil-o-nazar men khaTakte hain roz-o-shab ‘mina’

ka.i saval ki jin ka javab dega kaun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Mein Tujhko Pana Aaj Tak Bhula Nahin

Aansu Ko Apne Dida-E-Tar Se Nikalna

poet

Khuda Hona B Mushkil Hai Banda Hona B Mushkil Hai

abdurrahman-momin

Isko Aankhon Pe War den Aankhen

Ye Jo Ishq-E-Masnad Ke Log Hain Unhen Ramz Sare Sikha Piya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet