• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Unhen Apni Adaon Se Hijab Aata Hai

Ab Unhen Apni Adaon Se Hijab Aata Hai

ab unhen apni adaon se hijab aata hai

chashm-e-bad-dur dulhan ban ke shabab aata hai

hijr men bhi mujhe imdad-e-ajal hai darkar

meri turbat pe na aa tujh se hijab aata hai

diid aḳhir hai ulaT dijiye chehre se naqab

aaj mushtaq ke chehre pe naqab aata hai

kis taraf josh-e-karam teri nigahen uTThin

kaun mahshar men saza-var-e-itab aata hai

maut ki niind bhi ab chain se sona malum

ki janaze pe vo gharat-gar-e-ḳhvab aata hai

dil ko is tarah Thahar jaane ki aadat to na thi

kyuun ajal kya mire naame ka javab aata hai

jalva-e-rang hai nairang-e-taqaza-e-nigah

koi majbur tamasha-e-sarab aata hai

ho gaya ḳhuun tire hijr men dil ka shayad

ab tasavvur bhi tira naqsh-bar-ab aata hai

milti julti hai miri umr-e-do-roza ‘fani’

ji bhar aata hai agar zikr-e-habab aata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Khole to Kabhi Zulf Ko Bikhrae Hai

Udas Aankhen Ghazal Aankhen

poet

Nae Zamane Ke Nit-Nae Hadsat Likhna

akhgar-mushtaq-raheem-aabadi

Hangama-e-Afat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi

poet

Rim-Jhim Rim-Jhim Barse Baadal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet