• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Taswir Ki Awwal Nahin Dekhi Jati

Ek Taswir Ki Awwal Nahin Dekhi Jati

ek tasvir ki avval nahin dekhi jaati

dekh bhi luun to musalsal nahin dekhi jaati

dekhi jaati hai mohabbat men har ik jumbish-e-dil

sirf sanson ki rehearsal nahin dekhi jaati

ik to vaise baḌi tarik hai ḳhvahish-nagri

phir tavil itni ki paidal nahin dekhi jaati

aisa kuchh hai bhi nahin jis se tujhe bahlaun

ye udasi bhi musalsal nahin dekhi jaati

samne ik vahi surat nahin rahti aksar

jo kabhi aankh se ojhal nahin dekhi jaati

main ne ik umr se baTve men sambhali hui hai

vahi tasvir jo ik pal nahin dekhi jaati

ab mira dhyan kahin aur chala jaata hai

ab koi film mukammal nahin dekhi jaati

ik maqam aisa bhi aata hai safar men ‘javvad’

samne ho bhi to daldal nahin dekhi jaati

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Laeq Kuchh Nalaeq Bachche Hote Hain

poet

Mohtaj Nahin Qafila Aawaz-E-dara Ka

akhtar-ul-iman

Mahrumi

Dil Mein Rakkhe Hue Aankhon Mein Basae Hue shaKHs

poet

Har Ghadi Mat Ruth Us Se Pher Pal Mein Mil Na Ja

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet