• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Riyazat Ka Meri Jaan Sila Kuchh Bhi Nahin

Is Riyazat Ka Meri Jaan Sila Kuchh Bhi Nahin

is riyazat ka miri jaan sila kuchh bhi nahin

ishq ka khel shararon ke siva kuchh bhi nahin

zabt ke kaun-se ziine pe main aa pahunchi huun

haath uTThe hain magar harf-e-dua kuchh bhi nahin

ab to ḳhurshed ba-kaf ham ko ubharna hoga

in andheron men faqat ek diya kuchh bhi nahin

aise lagta tha ki duniya hi ujaḌ ja.egi

ḳhauf tha charon taraf aur hua kuchh bhi nahin

ḳhamushi ḳhud hai takallum ka vasila ‘sayyad’

dasht-e-hairat hai yahan saut-o-sada kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hairat-Zada Main Un Ke Muqabil Mein Rah Gaya

Gham Sahte Sahte Muddat Tak Aisi Bhi Haalat Hoti Hai

Gagan Mein Jab Apna Sitara Na Dekha

Chhup Ke Duniya Se Sawad-E-Dil-E-KHamosh Mein Aa

Ye KHabar Hai, Mujh Mein Kuchh Mere Siwa Maujud Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet