• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbaton Ke Safar Par Nikal Ke dekhunga

Mohabbaton Ke Safar Par Nikal Ke dekhunga

rahat-indori

mohabbaton ke safar par nikal ke dekhunga

ye pul-sirat agar hai to chal ke dekhunga

saval ye hai ki raftar kis ki kitni hai

main aftab se aage nikal ke dekhunga

mazaq achchha rahega ye chand-taron se

main aaj shaam se pahle hi dhal ke dekhunga

vo mere hukm ko fariyad jaan leta hai

agar ye sach hai to lahja badal ke dekhunga

ujale bantne valon pe kya guzarti hai

kisi charagh ki manind jal ke dekhunga

ajab nahin ki vahi raushni mujh mil jaae

main apne ghar se kisi din nikal ke dekhunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shahr Mera Hujra-E-Afat Hai

Dil Wo Kisht-E-Arzu Tha Jis Ki Paimaish Na Ki

Saste Mein Un Ko Bhulna Achchha Laga Hai Aaj

Jo Shajar Be-Libas Rahte Hain

aftab-iqbal-shamim

Ye Jo Thahra Hua Manzar Hai Badalta Hi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet