• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbaten Thin Kuchh Aisi Visal Ho Ke Raha

Mohabbaten Thin Kuchh Aisi Visal Ho Ke Raha

mohabbaten thiin kuchh aisi visal ho ke raha

vo ḳhush-ḳhayal mira ham-ḳhayal ho ke raha

har ek parde men daryaft us ka husn kiya

phir us ḳhazane se main mala-mal ho ke raha

lahu ki lahr men shadabiyon ki shiddat se

mizaj us ka mire hasb-e-hal ho ke raha

karam ka silsila jo munqat.a tha ghaflat se

bahal kaise na hota bahal ho ke raha

ham itna chahte the ek dusre ko ‘zafar’

main us ki aur vo meri misal ho ke raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Wo Masarrat Gunah Mein Hai Na Wo Kashish Ab Sawab Mein Hai

Lihaz Karte Adab Ehtiram Karte Hue

Agar Dila Gham-E-Gesu-E-Ya baDh Jata

abbas-tabish

Abhi Uski Zarurat Thi

poet

Log Ki Jinko Tha Bahut Zom-E-Wajud Shahr Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet