• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbat Zindagi Ki Ek kaDi Hai

Mohabbat Zindagi Ki Ek kaDi Hai

poet

mohabbat zindagi ki ik kaḌi hai

magar is raah men mushkil baḌi hai

kabhi honTon pe raqsan hai tabassum

kabhi ankhon se savan ki jhaḌi hai

tumhara zikr tha aur aa ga.e tum

tumhari umr bhi kitni baḌi hai

kahin to mil hi ja.ega Thikana

are itni baḌi duniya paḌi hai

ghazal aur tang-damani ka shikva

saliqa ho to gunja.ish baḌi hai

na aane di vafa par aanch ham ne

magar qimat bahut deni paḌi hai

tumhara gham tumhara gham hai ‘rahmat’

koi banTe kisi ko kya paḌi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hum Kahan Azmat Aslaf Sambhaale Hue Hain

Sufi

Takhallus

Sabz Hai Pairahan Chand Ka Aaj Phir

Saffak Sarab Se Ziyaada

tanveer-anjum

Koi Aawaz Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet