• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaina Ban Jaiye Jalwa-Asar Ho Jaiye

Aaina Ban Jaiye Jalwa-Asar Ho Jaiye

a.ina ban ja.iye jalva-asar ho ja.iye

samne vo hon to sar-ta-pa nazar ho ja.iye

soz-e-dil se gosha-e-tanha.i men kya fa.eda

is tarah jaliye charagh-e-rahguzar ho ja.iye

is udasi ka dhundlaka ḳhatm ho shayad kabhi

shaam se pahle hi unvan-e-sahar ho ja.iye

manzil-e-ulfat pe dil tanha pahunch sakta nahin

aap agar chahen to mere ham-safar ho ja.iye

ḳhud-baḳhud saare zamane ko ḳhabar ho ja.egi

hoshiyari hai ki sab se be-ḳhabar ho ja.iye

shauq kahta hai ki sajdon men tasalsul chahiye

dil ye kahta hai ki jazb-e-sang-e-dar ho ja.iye

jab kisi se pesh-qadmi zulm ki rukti na ho

us jagah lazim hai ḳhud sina-sipar ho ja.iye

ik azab-e-mustaqil hai fikr-e-ta.amir-e-makan

sakin-e-sahra-e-be-divar-o-dar ho ja.iye

kashmakash men infiradiyyat zaruri hai ‘saba’

jis taraf koi nahin hota udhar ho ja.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Patthar Ho Ki Faulad Ho Darne Ka Nahin Main

poet

KHayal Mein Hai Jo Chehra Nazar Bhi Aaega

asrarul-haq-majaz

Ek dost Ki Khush-Mazaqi Par

Kya KHabar Thi Aatishin Aab-O-Hawa Ho Jaunga

Iqrar Ka Matlab Ho Ki Inkar Ke Mani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet