• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbat Ki Wo Aahat Pa Na Jae

Mohabbat Ki Wo Aahat Pa Na Jae

najm-aafandi

mohabbat ki vo aahat pa na jaae

adaon men takalluf aa na jaae

tiri ankhon men ankhen daal di hain

karen kya jab tujhe dekha na jaae

kahin khud bhi badalta hai zamana

zabardasti agar badla na jaae

mohabbat raah chalte tokti hai

kisi din zad men tu bhi aa na jaae

vahan tak diin ke sathi hazaron

jahan tak haath se duniya na jaae

tire josh-e-karam se dar raha huun

dil-e-dard-ashna itra na jaae

kahan tum dard-e-dil le kar chale ‘najm’

mizaj-e-dard-e-dil puchha na jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nazar Nazar Be-Qarar Si Hai Nafas Nafas Mein Sharar Sa Hai

Sultan Baho

Sun Fariyaad Piran dia Pira Araz Suni Kan dhar Ke Hu

Machlenge Un Ke Aane Pe Jazbaat sainkaDon

shaKH-Dar-shaKH Agar Dhup Ke Pahre Honge

poet

KHun Mein Dube Suraj Ki Kirnon Mein Yahi Sangit Hai Yaro

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet