• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humse Tanhai Ke Mare Nahin Dekhe Jate

Humse Tanhai Ke Mare Nahin Dekhe Jate

ham se tanha.i ke maare nahin dekhe jaate

bin tire chand sitare nahin dekhe jaate

harna din ka hai manzur magar jan-e-aziz

ham se gesu tire haare nahin dekhe jaate

dil phansa bhi ho bhanvar men to koi baat nahin

ranj men Dubte pyare nahin dekhe jaate

jin ke pairon men samundar the jhuka.e nazren

un ki ankhon men kinare nahin dekhe jaate

chhin le meri sama.at ki basarat ya-rab

un labon par mire na.are nahin dekhe jaate

jin ki aahaT se bandhi thi mire dil ki dhaḌkan

un nigahon ke ishare nahin dekhe jaate

tuur patthar tha mire dil ko dikha apni jhalak

phir ye kahna ki nazare nahin dekhe jaate

mah-e-kamil bhi jise dekh ke sajde men gire

aankh men us ki sitare nahin dekhe jaate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ab Khak To Kiya Hai dil Ko Jala Jala Kar

Bata Kya Kya Tujhe Ai Shauq-E-Hairan Yaad Aata Hai

wajid-ali-shah-akhtar

Lajyai Se Nazuk Hai Ai Jaan Badan Tera

abdul-hamid-adam

Hashr Tak Bhi Agar Sadaen den

KHud Se Niklun to Alag Ek Saman Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet