• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbat Ke Siwa Harf-O-Bayan Se Kuchh Nahin Hota

Mohabbat Ke Siwa Harf-O-Bayan Se Kuchh Nahin Hota

poet

mohabbat ke siva harf-o-bayan se kuchh nahin hota

hava sakin rahe to badban se kuchh nahin hota

chalun to maslahat ye kah ke paanv thaam leti hai

vahan jaana bhi kya hasil jahan se kuchh nahin hota

zarurat-mand hai sai-afgani mashshaq hathon ki

faqat yakja.i-e-tir-o-kaman se kuchh nahin hota

musalsal barishen bhi sabza-o-gul la nahin saktin

zamin jab be-numu ho asman se kuchh nahin hota

talafi ke liye darkar hai a.ina-sazi bhi

shikast-e-shisha par zikr-e-zaban se kuchh nahin hota

ḳhala men tir-andazi se kya ‘gulzar’ paoge

mayassar is junun-e-ra.egan se kuchh nahin hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Talluq Ki Na-Jaez Tajawuzat

KHwahishon Se Bar-Sar-E-Paikar Ho Jaana paDa

poet

duba Hua Uthun dam-E-Mahshar Sharab Mein

Har Roz Imtihan Se Guzara to Main Gaya

aadil-raza-mansoori

Ek Ek Lamhe Ko Palkon Pe Sajata Hua Ghar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet