• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mohabbat daimi Sukh Hai

Mohabbat daimi Sukh Hai

shaista-mufti

mohabbat daimi sukh hai

ki jis ko miit ki ghadiyan

kabhi kam kar nahin saktin

ye mausam ik dafa aae

to phir aa kar shahr jaae

hasin shadab si kaliyan

nigahon men saman jaaen

to phir ye mar nahin saktin

khayalon ki ravani men

ki jaise bahte paani men

kanval khil jaaen khvabon ke

to fitrat muskurati hai

ishara kar ke taron se

chhalakte absharon se

madhur sargoshiyan kar ke hamen rasta dikhati hai

ye rasta kis qadar hairan-kun manzar dikhata hai

usi raste pe insan khud ko pahli baar paata hai

mohabbat ko saza kahne se pahle soch kar rakhna

ki jo us se bichhad jaae

use manzil nahin milti

bikhar jaaen jo ban kar khaak phir mahfil nahin milti

mohabbat daimi sukh hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rafta Rafta Tarjumani Dard Ki

aadil-raza-mansoori

Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Ye Bandagi Ka Sada Ab Saman Rahe Na Rahe

Sufi

Kya Kijiye Raqam Sanad-e-Ehtisham-e-Zulf

poet

Kya Ghazab Hai Ki Mulaqat Ka Imkan Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet