• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mizhgan Pe Aaj Yas Ke Moti Bikhar Gae

Mizhgan Pe Aaj Yas Ke Moti Bikhar Gae

poet

mizhgan pe aaj yaas ke moti bikhar gae

zulmat badhi jo raat ki taare nikhar gae

kaisi ziya hai ye jo munavvar hain bam-o-dar

su-e-falak ye kis ki fughan ke sharar gae

shikve hain asman se zamin se shikayaten

ilzam un ke jaur ke kis kis ke sar gae

mahfil men aai kis ki sada-e-shikast-e-dil

saaqi ke haath ruk gae saghar thahar gae

sina-figar phulon se khushbu nikal padi

shabnam ke ansuon se gulistan nikhar gae

uljhi thi jin men ek zamane se zindagi

kyuun ai gham-e-hayat vo gesu sanvar gae

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wada Raha Na Yaad Mere Mast-E-KHwab Ko

poet

Dur Tak Rah Mein kanTe Hain Bahut

ahmad-salman

Jo dikh Raha Usi Ke Andar Jo An-dikha Hai Wo Shairi Hai

noshi-gilani

dushman-E-Jaan Kai Qabile Hue

Tumhein Ab Is Se Ziyaada Saza Nahin Dunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet