• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hisar-E-Zat Se Bahar Na Apne Ghar Mein Hain

Hisar-E-Zat Se Bahar Na Apne Ghar Mein Hain

hisar-e-zat se bahar na apne ghar men hain

ham is zamin ki tarah mustaqil safar men hain

bhaTak rahe hain andhere musafiron ki tarah

ujale mahv-e-sukun daman-e-sahar men hain

jinhen ḳhabar hi nahin sharh-e-zindagi kya hai

vo mujrmon ki tarah qaid apne ghar men hain

to e’tibar-e-shab-e-intizar hai janan

tire firaq ke mausam miri nazar men hain

jo be-qarar hain un ko kahin qarar nahin

nasib vaale sitaron ki rahguzar men hain

‘ḳhayal’ amad-e-fasl-e-bahar hai shayad

jo sust-e-gam the vo log bhi safar men hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mat Use Hath Lagana Wo Sajan Aag Hai Aag

Charagh-E-Shauq Jala Kar Kahan Se Jaana Tha

Sufi

dhuan Sifat Hun Khalaon Ka Hai Safar Mujhko

Ab Ke Sahra Mein Ajab Barish Ki Arzani Hui

Tujh Par Meri Mohabbat Qurban Ho Na Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet