• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mitti Tha Main Khamir Tere Naz Se Utha

Mitti Tha Main Khamir Tere Naz Se Utha

obaidullah-aleem

mitti tha main khamir tire naaz se utha

phir haft-asman miri parvaz se utha

insan ho kisi bhi sadi ka kahin ka ho

ye jab utha zamir ki avaz se utha

subh-e-chaman men ek yahi aftab tha

is aadmi ki laash ko eazaz se utha

sau kartabon se likhkha gaya ek ek lafz

lekin ye jab utha kisi eajaz se utha

ai shahsavar-e-husn ye dil hai ye mera dil

ye teri sar-zamin hai qadam naaz se utha

main puchh luun ki kya hai mira jabr o ikhtiyar

ya-rab ye masala kabhi aghaz se utha

vo abr shabnami tha ki nahla gaya vajud

main khvab dekhta hua alfaz se utha

shaer ki aankh ka vo sitara hua ‘alim’

qamat men jo qayamati andaz se utha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tarz Mere Rizq Ki thoDi Badal Jaane Ke Baad

qateel-shifai

Actress

Mere Farzana Banne Ka Bahut Imkan Baqi Hai

asrarul-haq-majaz

dard Ki daulat-E-Bedar Ata Ho Saqi

poet

Yaad Hai Ab Tak Mujhe Ahd-E-Jawani Yaad Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet