akbar-allahabadi

Ghaflat Ki Hansi Se Aah Bharna Achchha

ghaflat ki hansi se aah bharna achchha

afaal-e-muzir se kuchh na karna achchha

‘akbar’ ne suna hai ahl-e-ghairat se yahi

jiina zillat se ho to marna achchha

More Poems

Leave a Comment