• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mita diya Mere Saqi Ne Aalam-E-Man-O-Tu

Mita diya Mere Saqi Ne Aalam-E-Man-O-Tu

allama-iqbal

mita diya mire saaqi ne alam-e-man-o-tu

pila ke mujh ko mai-e-la-ilaha-illa-hu

na mai na sher na saaqi na shor-e-chang-o-rabab

sukut-e-koh o lab-e-ju va lala-e-khud-ru

gada-e-mai-kada ki shan-e-be-niyazi dekh

pahunch ke chashma-e-haivan pe todta hai subu

mira sabucha ghanimat hai is zamane men

ki khanqah men khali hain sufiyon ke kadu

main nau-niyaz huun mujh se hijab hi aula

ki dil se badh ke hai meri nigah be-qabu

agarche bahr ki maujon men hai maqam is ka

safa-e-paki-e-tinat se hai guhar ka vazu

jamil-tar hain gul o laala faiz se is ke

nigah-e-shair-e-rangin-nava men hai jaadu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gham uThate Hain Wahi Aksar KHushi Pane Ke Baad

poet

Na Ho Jis Ko Kisi Ka Gham Use Kahiye to Kya Kahiye

poet

Rakkho KHidmat Mein Mujhse Kaam to Lo

Dil Ka Sarmaya Liye Tu Bhi Koi Bazar Dekh

shaiKH aaKHir Ye Surahi Hai Koi KHum to Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet