• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Bhi Sitaron Ko Sath Le Ke Chalta Hai

Chand Bhi Sitaron Ko Sath Le Ke Chalta Hai

chand bhi sitaron ko saath le ke chalta hai

jaane kyuun bhaTakte hain log be-sabab tanha

dekhiye andheron ke jism kab pighalte hain

tirgi ziyada hai aur charagh-e-shab tanha

ham jigar-figaron ki is ada ko kya kahiye

baiThte hain sab mil kar sochte hain sab tanha

aap ko na raas aa.i anjuman to kya hoga

ham to kaaT hi lenge apne roz-o-shab tanha

aur ham kahan jaa.en kisi se raushni mangen

shahr men tumhin to ho ek mah-laqab tanha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Ke Hath Mein Hun Aur Na Aasman Ke Hi

aadil-raza-mansoori

Panw Patton Pe dhire Se dharta Hua

Ek Aisi an-Kahi Tahrir Karne Ja Raha Hun

Rah-E-Talab Mein Na Kar Is Tarah KHarab Mujhe

allama-iqbal

Tariq Ki dua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet