• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Misal-E-Aina Rahna Koi Mazaq Nahin

Misal-E-Aina Rahna Koi Mazaq Nahin

misal-e-a.ina rahna koi mazaq nahin

ki sach ko munh pe hi kahna koi mazaq nahin

suna hai aansu to ghaḌiyal ke bhi bahte hain

lahu ka aankh se bahna koi mazaq nahin

abhi hai vaqt sambhalo samaj ko logo

tamam qadron ka Dhahna koi mazaq nahin

mazaq jis men ki husn-e-mazaq hi na mile

mazaq aisa bhi sahna koi mazaq nahin

suḳhan-varon ko mazaq-e-suḳhan ka paas rahe

ghazal suḳhan ka hai gahna koi mazaq nahin

chaman ka ho ke bhi ahl-e-chaman se ai ‘azam’

hamesha ta.ane hi sahna koi mazaq nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Raushni Ke Hisar Mein Nahin Chal Raha

Jafa Pe Shukr Ka Ummid-War Kyun Aaya

Myan Se Tera Agar KHanjar Nikal Kar Rah Gaya

Ajab Uljhan Mein paDte Ja Rahe Hain

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet