• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milta Nahin KHud Apne Qadam Ka Nishan Mujhe

Milta Nahin KHud Apne Qadam Ka Nishan Mujhe

milta nahin ḳhud apne qadam ka nishan mujhe

kin marhalon men chhoḌ gaya karvan mujhe

lamhe ka lams phail chuka ka.enat par

avaz dene aa.i hain ab duriyan mujhe

ik jast men tamam huiin saari vus.aten

la ab na.i zamin naya asman mujhe

aaj ek dasht-vasht men tanha shajar bhi main

hairat se takte hain sabhi karvan mujhe

jangal ki aag phail ga.i saare sahn men

le jaa.e ab junun na jaane kahan mujhe

saare tilism TuuT ga.e ishtiyaq ke

vo raah men mile jo kabhi na-gahan mujhe

taḳhliq-e-sher jehd-e-musalsal vo ḳhana-zad

ek ek lafz dar pe mahaz-e-garan mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main dariya-E-Qanaat-Ashna Hun

Safar Tamam Hua Gard-E-Justuju Bhi Gai

noon-meem-rashid

Mann-O-Salwa

saima-nasim-bano

Khamir Mera Utha Wafa Se

mushafi-ghulam-hamdani

Aatish-E-Gham Mein Bas Ki Jalte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet