• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahdud-Nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain

Mahdud-Nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain

mahdud-nigahi ke sanam TuuT rahe hain

tarik ujalon ke bharam TuuT rahe hain

is daur ki badli hui raftar ka aalam

shishon ki tarah naqsh-e-qadam TuuT rahe hain

tishna hai mira jaam to kuchh gham nahin saaqi

ye gham hai ki rindon ke bharam TuuT rahe hain

is raaz ko arbab-e-siyasat se na puchho

kyuun rabta-e-dair-o-haram TuuT rahe hain

ye ziist hai ya riit ka kamzor gharaunda

ban ban ke yuun hi sadiyon se ham TuuT rahe hain

halat ka ye ruḳh bhi ‘hayat’ aap samajh len

kyuun zulm ba-andaz-e-karam TuuT rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mansoora-ahmad

Bholi Man

Kyun Fana Se Daren Baqa Kya Hai

KHamida Rah Ko Sidha Ghalat Bataya Hai

Ameer Khasro

Chhap Tilak Sab Chhini

Kuchh Ab Ke Baras Aur Hawaon Ka Chalan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet