• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milne Ke Nahin Nishan Hamare

Milne Ke Nahin Nishan Hamare

poet

milne ke nahin nishan hamare

kya puchhte ho makan hamare

ehsan se nahin badi bhi khali

dushman hain mehrban hamare

pachhtaoge jaan le ke dekho

nahaq hain ye imtihan hamare

be-misl hain lazzat-e-sukhan men

sab uth gae ham-zaban hamare

azad ki justuju abas hai

paoge pate kahan hamare

udti hai khaak is zamin se

padte hain qadam jahan hamare

naaqa laate hain is taraf rose

mohsin hain sarban hamare

ham se bhi kuchh kaho azizo

kya zikr the shab vahan hamare

zahir hai jo guzar rahi hai

kuchh haal nahin nihan hamare

bah gae ‘nasim’ rang kya kya

ye dida-e-khun-fishan hamare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujh Mein Kisi Ka Aks Na Partaw Khaali Aaina Hun Main

Wo Chehre Jo the Husn Ke Tufan Ki Tarah

hasrat-mohani

dekhna Bhi To Unhen dur Se dekha Karna

Zist Mahw-E-Sahab Ho Jaise

Hur Kah Rahe Hain Aag Se Maula Nikal Den

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet