• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milan Mausamon Ki Saza Chahta Hun

Milan Mausamon Ki Saza Chahta Hun

milan mausamon ki saza chahta huun

tire hijr ki intiha chahta huun

sadaon se mahrum apni gali men

bas ik teri avaz-e-pa chahta huun

kisi ek halchal men vo saath hota

main avara-e-shab bujha chahta huun

gulabon ke honTon pe lab rakh raha huun

use der tak sochna chahta huun

tiri qurbaten raakh hone lagi hain

main ab duriyon men jiya chahta huun

koi rahguzar ho kahin ka safar ho

main har ja tire naqsh-e-pa chahta huun

bahut din hue mor nache nahin hain

munDeron pe kaali ghaTa chahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghar Ke Darwaze Khule Hon Chor Ka khaTka Na Ho

ahmad-khayal

Jo Tere Gham Ki Girani Se Nikal Sakta Hai

seema-sharma-meeruthi

Haqiqat Zist Ki Samjha Nahin Hai

baiTha Hun Dil Mein Yar Ko Mehman Kiye Hue

Sab Ke Labon Pe Aaj Barabar Hai Ye Siwa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet