• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mil Baithne Ke Sare Qarinon Ki Khair Ho

Mil Baithne Ke Sare Qarinon Ki Khair Ho

shabnam-shakeel

mil baithne ke saare qarinon ki khair ho

is karvan-sara ke makinon ki khair ho

thahrav paniyon men hai kitna ajiib sa

dariya ke khush-khiram safinon ki khair ho

har khvab ke safar men mire paanv ke tale

aa kar khisakne vaali zaminon ki khair ho

kar ek lamha sukh ka mire roz-o-shab ko daan

tere tamam saal mahinon ki khair ho

dam se unhi ke apne dar-o-bam hain buland

mere vatan ke khak-nashinon ki khair ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabutar Jis Taraf Se Aa Raha Hai

abdul-hamid-adam

Be-Sabab Kyun Tabah Hota Hai

poet

Banda Ab Na-Subur Hota Hai

abdul-wahab-sukhan

Wo Ba-Rang-e-Etibar Aankhon Mein Hai

Usne Mail-Ba-Karam Ho Ke Bulaya Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet