• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Zindagi Ho Tum

Meri Zindagi Ho Tum

meri zindagi ho tum

ya.ani ajnabi ho tum

agahi sabhi kuchh hai

ishq-o-agahi ho tum

tera ho chuka huun main

meri ho chuki ho tum

mar raha huun main gham se

aur hans rahi ho tum

pahli pahli nindon ka

ḳhvab aḳhiri ho tum

mujh pe lams vajib hai

duur kyon khaḌi ho tum

muḌ ke dekhna be-sud

saath kab chali ho tum

ḳhud pe hansti rahti ho

kitni sar-phiri ho tum

main gale se lag ja.un

kitna sochti ho tum

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Muslamanan Mura dil Shad Sazid

Meri Baat Ka Jo Yaqin Nahin Mujhe Aazma Ke Bhi Dekh Le

Kaun Se Jazbaat Le Kar Tere Pas Aaya Karun

Hawa Ke War Pe Ab War Karne Wala Hai

poet

Mujhe Ye Rasta Pahchanta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet