• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Wahshat Ka Tere Shahr Mein Charcha Hoga

Meri Wahshat Ka Tere Shahr Mein Charcha Hoga

meri vahshat ka tire shahr men charcha hoga

ab mujhe dekh ke shayad tujhe dhoka hoga

saaf rasta hai chale aao su-e-dida-o-dil

aql ki raah se aaoge to phera hoga

kaun samjhega bhala husn-e-gurezan ki ada

mere iisa ne mira haal na puchha hoga

vaj.h-e-be-rangi-e-har-sham-o-sahar kya hogi

main ne shayad tujhe har rang men dekha hoga

ab kahin tu hi Dubove hamen ai mauj-e-sarab

varna phir shikva-e-payabi-e-dariya hoga

koi tadbir bata ai dil-e-azar-pasand

us ko ji-jan se bhulane men to arsa hoga

husn ki ḳhalvat-e-sada bhi hai sad-bazm-taraz

ishq mahfil men bhi hoga to akela hoga

jhuTpuTa chhaya hai kaun aaya hai darvaze par

dekhna ‘shaz’ koi sub.h ka bhula hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aanis-moin

Ho Jaegi Jab Tum Se Shanasai Zara Aur

KHush-Fahmiyon Ke Khel Ki Ab Kya Sabil Hai

Achchha Sa iKHtitam Bhi Tum Se Na Ho Saka

Sham Dil Ko Bujhae Jati Hai

ahmad-adil

Un Ke Qisse Agar Bayan Hote

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet