• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Sham-E-Gham Ko Wo Bahla Rahe Hain

Meri Sham-E-Gham Ko Wo Bahla Rahe Hain

akhtar-shirani

miri sham-e-gham ko vo bahla rahe hain

likha hai ye khat men ki ham aa rahe hain

thahar ja zara aur ai dard-e-furqat

hamare tasavvur men vo aa rahe hain

gham-e-aqibat hai na fikr-e-zamana

piye ja rahe hain jiye ja rahe hain

nahin shikva-e-tishnagi mai-kashon ko

vo ankhon se mai-khane barsa rahe hain

vo rashk-e-bahar aane vaala hai ‘akhtar’

kanval hasraton ke khile ja rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Ek Sawal

ahmad-faraz

Abhi Kuchh Aur Karishme Ghazal Ke dekhte Hain

abdul-mannan-tarzi

Mar Jaenge Pindar Ka Sauda Na Karenge

poet

Barq Betab Hai Tum ruKH Ki Chamak to Dekho

poet

Naseha Aaya Nasihat Hai Sunane Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet