• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue

Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue

meri nazar nazar men hain manzar jale hue

ubhrenge harf harf se paikar jale hue

sho.alon ka raqs ab-e-ravan tak pahunch gaya

dariya pe bah ke aa.e hain chhappar jale hue

har zarra is zamin ka lau de raha hai aaj

kal aap ko milenge samundar jale hue

mazlum-o-be-qusur jinhen kah rahe hain aap

nikle hain un ke ghar se bhi ḳhanjar jale hue

ankhon ki is jalan se na mil pa.egi najat

dekhe hain meri ankhon ne manzar jale hue

Darne lage hain aag se atish-parast bhi

dekhe hain jab se charon taraf sar jale hue

be-ḳhvab vahshaton ko sulane ke vaste

arasta hain aaj bhi bistar jale hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir bigaD Gae Mere Sab Kaam Hone Tak

poet

Be-Khudi Mein Ajab Maza dekha

Kaise kaTe Qasida-Go Harf-Garon Ke Darmiyan

Mausam Ka Haal Aankh Ki khiDki Bataegi

Koi Hindu Koi Muslim Koi Isai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet