• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Manzilen Kahin Aur Hain Mera Rasta Koi Aur Hai

Meri Manzilen Kahin Aur Hain Mera Rasta Koi Aur Hai

miri manzilen kahin aur hain mira rasta koi aur hai

haTo raah se miri ḳhizr-ji mira rahnuma koi aur hai

ye ajiib mantiq-e-ishq hai magar is men kuchh bhi na ban paḌe

mire dil men yaad kisi ki hai mujhe bhulta koi aur hai

miri jumbishen miri laghzishen mire bas men hongi na thiin na hain

main qayam karta huun zehan men mujhe sochta koi aur hai

tire husn tere jamal ka main divana yuun hi nahin hua

hai mujhe ḳhabar tire ruup men ye chhupa hua koi aur hai

nahin mujh ko tujh se koi gila hai alag tarah mira silsila

ki tire ḳhuda ka.i aur hain to mira ḳhuda koi aur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati

poet

Hum Kahan Azmat Aslaf Sambhaale Hue Hain

Zamin Phir Dard Ka Ye Saeban Koi Nahin Dega

Aarzu Rakhna Mohabbat Mein baDa Mazmum Hai

Subut Apni Mohabbat Ka Use Dena Zaruri Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet