• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri KHizan to Sabz Hui Is KHumar Mein

Meri KHizan to Sabz Hui Is KHumar Mein

meri ḳhizan to sabz hui is ḳhumar men

aane ka us ne va.ada kiya hai bahar men

rakkhi hui hai laaj miri mere ishq ne

varna to kya rakha hua hai intizar men

ghar bhi mujhe to dasht sa lagta hai tere bin

lagta nahin hai dil mira ujḌe dayar men

ab jo suluk tu kare ye zarf hai tira

main aa ga.i huun aaj tire iḳhtiyar men

raushan na ho saki kabhi ye sham-e-gham miri

main ne jala.e diip ka.i e’tibar men

meri vafa ke zikr pe us ki vo ḳhamushi

saare javab mil ga.e is iḳhtisar men

dekhi to hogi raah miri us ne bhi kabhi

aaya bhi hoga ashk mire chashm-e-yar men

dekha hai main ne mo.ajiza ‘dilshad’ aisa bhi

hansne se us ke gul khile hain kunj-e-ḳhar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aabid-umar

Baad Marne Ke Koi Bosa-E-Rukhsat dega

kaifi-azmi

Nai Subh

sahir-ludhianvi

Mahfil Se Uth Jaane Walo Tum Logon Par Kya Ilzam

poet

Ru-Ba-Ru Sab Hain Koi Gosh-Bar-Awaz Nahin

poet

Jalti Hui Zamin Ki Nigahen Taras Gain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet