• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Jaan Wo Baada-Khwari Yaad Hai

Meri Jaan Wo Baada-Khwari Yaad Hai

poet

meri jaan vo bada-khvari yaad hai

vaqt-e-masti girya-zari yaad hai

motiya ka haar o champa ki chhadi

joda-e-daman-kinari yaad hai

sab abhukan tere tan par khushnuma

khubi-e-angiya o saari yaad hai

abr ka saaya o sabza raah ka

jan-e-man rath ki savari yaad hai

koelan ke naale amrai ke biich

us samay ki be-qarari yaad hai

menh bi to tapkata tha buund buund

‘faez’ us din ki savari yaad hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

dekhna Har Subh Tujh Rukhsar Ka

Be-Qanaat Qafile Hirs-O-Hawa oDhe Hue

nida-fazli

din Saliqe Se Uga Raat Thikane Se Rahi

aisha-ayyub

Tum Se Aata Nahin Juda Hona

abu-mohammad-sahar

Phulon Ki Talab Mein Thoda Sa Aazar Nahin To Kuchh Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet