Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
muneer-niyazi

Kalpana

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Muneer Niyazi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

raat hai kitni gahri kaali

dukh ki baat sujhane vaali

duur duur ki avazon ko

ujde gharon men laane vaali

sar par hai ghanghor badriya

dil men lagan piritam ke milan ki

shor machati badhti aae

tez hava suune madhuban ki

chadhta sagar rasta roke

bairan bijli ji ko darae

duur bahut hai pi ki nagariya

ham se to ab chala na jaae

More Poems

Kaha din Ko Bhi Ye Ghar Kis Liye Viran Rahta Hai

Chaman Mein Shab Ko Jo Wo Shokh Be-Naqab Aaya

Bigdi Baat Banana Mushkil Badi Baat Banae Kaun

Chale The Yar Bade Zoam Mein Hawa Ki Tarah

dar Ke Baitha Hun Sar-Nigun Wahshat

Sharar-e-Sang Jo Is Shor-O-Shar Se Niklega

Naqsh Takmil Tak Pahunchta Hai

Ai Tassub Zada duniya Tere Kirdar Pe Khak

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.