• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Iza Mein Khushi Jab Aap Ki Pate Hain Log

Meri Iza Mein Khushi Jab Aap Ki Pate Hain Log

poet

meri iiza men khushi jab aap ki paate hain log

to mujhe kis kis tarah se aa ke dhamkate hain log

haath kya aata hai un ke kuchh nahin maalum kyuun

mujh ko tum se aur tum ko mujh se chhudvate hain log

ek to kuchh ji hi ji men ruk rahe hain mujh se vo

dusre ja ja ke un ko aur bhadkate hain log

mere un ke sulh az-bas khalq ko hai nagavar

vo to hain kuchh sard lekin un ko garmate hain log

raat aur din soch rahta yahi ‘rangin’ mujhe

main to sab se raast huun kyuun mujh se bal khate hain log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-tabish

dahan Kholengi Apni Sipiyan Aahista Aahista

poet

dil Jahan Se Uthae Baithe Hain

har marhala-e-shauq se lahra ke guzar ja

Mujhko Mahsus Hone Laga Hai KHuda Pahle Jaisa Nahin

poet

Le Chuko Dil Jo Nigah Ko to Ye Dushwar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet