• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Hatheli Mein Likkha Hua dikhai de

Meri Hatheli Mein Likkha Hua dikhai de

bilqis-zafirul-hasan

miri hatheli men likkha hua dikhai de

vo shakhs mujh ko ba-rang-e-hina dikhai de

use jo dekhun to apna suragh paun main

isi ke naam men apna pata dikhai de

ravish pe jalen us ki ahaton se charagh

ajab khiram hai avaz-e-pa dikhai de

jo mehrban hai to kya mehrban khafa to khafa

kabhi kabhi to vo bilkul khuda dikhai de

saman saman hai dhundalka dhuan dhuan manzar

jidhar bhi dekhun bas ik khvab sa dikhai de

junun ne bakhsh diin nazron ko vusaten kya kya

ki zarre zarre men sahra bichha dikhai de

na meri tarah koi dekh le use ‘bilqis’

main kyuun bataun mujhe us men kya dikhai de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dhaDkan Ho Kar Dil Se Sazish Karta Hun

poet

Kam-KHwab the Auron Ko Jagate Hue Guzre

ahmad-rahi

Nazm

Jab Chaha Iqrar Kiya Hai Jab Chaha Inkar Kiya

Nind Mein Khulte Hue KHwab Ki Uryani Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet