• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Aawaz Ko Na Qaid Karo

Meri Aawaz Ko Na Qaid Karo

meri avaz ko na qaid karo

azm-e-parvaz ko na qaid karo

hai ravish meri zaḳhm-e-dil likhna

mere andaz ko na qaid karo

kisi anjam-e-bad ke ḳhadshe men

husn-e-aghaz ko na qaid karo

tum nazar ko chura ke yuun mujh se

ik hasin raaz ko na qaid karo

hai muqayyad ye zaat rasmon men

dil-e-jan-baz ko na qaid karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Ki Dhup Se Chehre Ko Nikhar Jaana Tha

Ye Kaisa Shahr Hai Main Kis Ajaib-Ghar Mein Rahta Hun

KHwab Tabir Mein Dhalte Hain Yahan Se Aage

Dard Jab Jab Jahan Se Guzrega

jigar-moradabadi

Hum Ko Mita Sake Ye Zamane Mein dam Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet