• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba

Mere Sukun Meri Har KHushi Ko Le Duba

mire sukun miri har ḳhushi ko le Duuba

tira fareb miri zindagi ko le Duuba

charagh-e-rah se kuchh raushni mayassar thi

hava ka zor usi raushni ko le Duuba

tire visal men raunaq thi mere chehre par

tira firaq miri tazgi ko le Duuba

badalne vaali thi taqdir mera mustaqbil

mira junun miri behtari ko le Duuba

taraqqiyon ko tasalsul hai inkisari men

ghurur aaya ki bas aadmi ko le Duuba

labon ne sabr tahammul ko kha liya ‘mashkur’

sitam tumhara miri ḳhamoshi ko le Duuba

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maut Se Zist Ki Takmil Nahin Ho Sakti

Mujhko Itna to Yaqin Hai Main Hun

Khinch Ke Mahbub Ke Daman Ki Taraf

Sahra Mein Jo Mila Tha Mujhe Itna Yaad Hai

adil-mansuri

Kichad Mein Ata Mausam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet