• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Nalon Mein Itna To Asar Hai

Mere Nalon Mein Itna To Asar Hai

mumtaz-mirza

mire nalon men itna to asar hai

shab-e-gham hai magar kuchh mukhtasar hai

ummiden laae the gham le ke uthe

ye rudad-e-hayat-e-mukhtasar hai

nahin hai duur kuchh manzil hamari

zamana raah men haail magar hai

asiron ko rihai mil to jaae

magar shart-e-shikast-e-bal-o-par hai

vo rahen jin ko suuna kar gae vo

unhin par aaj tak meri nazar hai

jahan tum ho vahan hain laala o gul

jahan ham hain vahan barq-o-sharar hai

badal daala hai jis ne mera aalam

kisi ki ik nigah-e-mukhtasar hai

ilahi khair mere ashiyan ki

saba ke saath phir mauj-e-sharar hai

mah o khurshid ko samjha hai manzil

khudaya kis qadar aajiz bashar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ujle Mathe Pe Nam Likh Rakkhen

Tumhaare Shahr Mein Kyon KHamushi Hai

Ab Is Qadar Bhi to Be-Abru Na Samjha Jae

Kab Lazzaton Ne Zehan Ka Pichha Nahin Kiya

Shadab shaKH-E-Dard Ki Har Por Kyun Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet