• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Shajar Ke Tain Hota Hai Samar Se Paiwand

Har Shajar Ke Tain Hota Hai Samar Se Paiwand

poet

har shajar ke ta.iin hota hai samar se paivand

aah ko kyuun nahin hota hai asar se paivand

dekhna zor hi ganTha hai dil-e-yar se dil

sang-o-shishe ko kiya hai main hunar se paivand

mizha-e-ḳhun-e-dil aluda pa ye hai qatra-e-ashk

yuun hai jyuun shaḳh ho marjan ki guhar se paivand

mil raha hai tire aariz se ḳhat-e-murcha ye

jaise a.ine ke jauhar ho jigar se paivand

sozish-e-ashk se ma.alum ye hota hai mujhe

qatra-e-ab bhi hota hai sharar se paivand

thaan zarbaft ke hote the jahan qat.a ‘huzur’

jin ki poshak sada hoti thi zar se paivand

ab phaTa jaama gazi ka nahin gar hai bhi koi

tu nikale ko nikalta nahin ghar se paivand

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Samjhe Na Koi Dard Ka Darman Samjhe

poet

Aurat Hun Magar Surat-E-Kohsar Khadi Hun

nazeer-akbarabadi

Barsat Ki Bahaaren

KHushk Uski Zat Ka Saton Samundar Ho Gaya

Har Ek sans Hi Hum Par Haram Ho Gai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet