• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Girya Se Na Aazar uThane Se Hua

Mere Girya Se Na Aazar uThane Se Hua

mere girya se na azar uThane se hua

fasla tai na.i divar uThane se hua

varna ye qissa bhala ḳhatm kahan hona tha

dastan se mira kirdar uThane se hua

mahmil-e-naz ki taḳhir ka ye saara fasad

rah-e-uftad ko bekar uThane se hua

shaaq guzra hai jo ahbab ko vo sadma bhi

bazm men misra-e-tahdar uThane se hua

yuun to mus.haf bhi uTha.e ga.e qasmen bhi magar

aḳhiri faisla talvar uThane se hua

gham nahin taḳht ko aur baḳht ko kho dene ka

kab mira hona bhi dastar uThane se hua

jagna tha mira hangama-e-hasti ka sabab

hashr barpa bhi digar-bar uThane se hua

gosha-e-bagh hua ḳhuld guzarne se tire

a.ina aks-e-ruḳh-e-yar uThane se hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dhund Ka Aankhon Par Hoga Parda Ek Din

Subh Talak Aflak Pe Ek Kaifiyyat Tari Karta Hun

poet

Utren Gahrai Mein Tab KHak Se Pani Aae

puja-bhatia

Jaan Ye Intizar Kaisa Hai

Musalsal Hans Raha Hun Ga Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet