• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Dagh-E-Dil Wo Charagh Hain Nahin Nisbaten Jinhen Sham Se

Mere Dagh-E-Dil Wo Charagh Hain Nahin Nisbaten Jinhen Sham Se

poet

mire dagh-e-dil vo charagh hain nahin nisbaten jinhen shaam se

unhen tu hi aa ke bujha.ega ye jale hain tere hi naam se

main huun ek ashiq-e-be-nava tu navaz apne payam se

ye tiri raza pe tiri ḳhushi tu pukar le kisi naam se

main to gum huun teri talash men mujhe kaun jaane tire siva

koi kaise mahram-e-raz ho tiri ashiqi ke maqam se

tira ishq hai miri zindagi tira zikr hai miri bandagi

tujhe yaad karta huun main sada mujhe kaam hai isi kaam se

kabhi mai-kade pe jo dil raha tire ashiqon ki nazar paḌe

use kahiye bada-e-ma.arifat jo chhalak paḌe abhi jaam se

kahin uTh ke ja.un main kyuun ‘fana’ ki payam us ka mila mujhe

jo mila kabhi to milega vo mujhe dard-e-dil ke maqam se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ameer-minai

Firaq-E-Yar Ne Bechain Mujhko Raat Bhar Rakkha

poet

Jo Mera Le Gaya Dil Kaun Wo Insan Hai Kya Hai

akhtar-shirani

Har Ek Jalwa-E-Rangin Meri Nigah Mein Hai

Sham Dil Ko Bujhae Jati Hai

Bas Farq Is Qadar Hai Gunah O Sawab Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet