• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar diya

Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar diya

rahat-indori

mere ashkon ne kai ankhon men jal-thal kar diya

ek pagal ne bahut logon ko pagal kar diya

apni palkon par saja kar mere aansu aap ne

raste ki dhuul ko ankhon ka kajal kar diya

main ne dil de kar use ki thi vafa ki ibtida

us ne dhoka de ke ye qissa mukammal kar diya

ye havaen kab nigahen pher len kis ko khabar

shohraton ka takht jab tuuta to paidal kar diya

devtaon aur khudaon ki lagai aag ne

dekhte hi dekhte basti ko jangal kar diya

zakhm ki surat nazar aate hain chehron ke nuqush

ham ne ainon ko tahzibon ka maqtal kar diya

shahr men charcha hai akhir aisi ladki kaun hai

jis ne achchhe-khase ik shaer ko pagal kar diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Husn-E-Mutlaq Hai Kya Kise Malum

Kisi Ka Koi Thikana Hai Koi Thor Bhi Hai

Tere Jaisa Chehra Dekha Bahut Dinon Ke Baad

Maqam-E-Girya-O-Zari Nahin Hai

Fikr Mein Dube the Sab Aur Ba-Hunar Koi Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet