• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Wajud Hai Ek Naqsh-E-Ab Ki Surat

Mera Wajud Hai Ek Naqsh-E-Ab Ki Surat

mira vajud hai ik naqsh-e-ab ki surat

shikast jis ka muqaddar hai ḳhvab ki surat

bikhar na ja.un faza men varaq varaq ho kar

hava ki zad men huun kohna kitab ki surat

tanav had se baḌhega to TuuT ja.enge

dilon ke rabte tar-e-rabab ki surat

kisi bhi lamhe nikal ja.unga hava ki tarah

mira badan hai hisar-e-habab ki surat

darun-e-sina koi chiḳhta hai sham-o-sahar

ye qahqahe to hain ruḳh par naqab ki surat

ghurur-e-vaqt se nashsha hua siva ‘sabir’

miri ana thi purani sharab ki surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-azmi

Tumhaari Bazm Mein Jis Baat Ka Bhi Charcha Tha

abu-mohammad-sahar

Ab Tak Ilaj-e-Ranjish-e-Be-Ja Na Kar Sake

Faqat Ek Lafz Hun Tanha Agar Tafsil Ho Jaun Sanwar Jaun

Dil Mein Jo Aae Achchha Bura Kah Liya Karo

kaifi-azmi

Ek dua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet