• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Markaz-E-Dahr Zat Meri Hai

Markaz-E-Dahr Zat Meri Hai

poet

markaz-e-dahr zaat meri hai

rashk-e-duniya hayat meri hai

ye zamin ye falak ye bahr-o-bar

ye hasin ka.enat meri hai

meri ḳhatir nikalta hai suraj

din hai mera ye raat meri hai

varaq-e-gul pe sher hain mere

baat bhi paat paat meri hai

sach ki surat kahi hai jis ne bhi

sach to ye hai vo baat meri hai

kya hua agar nahin mira qabza

phir bhi kul ka.enat meri hai

teri qismat ho ya miri ‘jami’

jo bhi hai tere saath meri hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abul-hasanat-haqqi

Har Shakh Pe Thi Wafa Ki Qindil

Hai Wahi Naz-Afrin Aaina-E-Niyaz Mein

Kahin Pe Rukte Hue Aur Kahin Guzarte Hue

taDap Ke Haal Sunaya to Aankh Bhar Aai

Yaad Ashkon Mein Baha Di Humne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet