• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Maslak Hai Mohabbat Dosti Shewa Mera

Mera Maslak Hai Mohabbat Dosti Shewa Mera

mera maslak hai mohabbat dosti sheva mira

meri manzil bhi yahi hai aur yahi rasta mira

kyuun kisi se kuchh bayan karta bhi main rudad-e-gham

hal-e-dil ka aa.ina bhi mera hai chehra mira

apni vaz.a-dari ne hone diya rusva nahin

go raha mahrumiyon se umr-bhar rishta mira

abla-pa.i se kab sahra-navardi ruk saki

ik rafiq-e-rah ki surat hai zaḳhm-e-pa mira

doston ko ho mubarak bhi faza-e-gulistan

raah kab se dekhta hai daman-e-sahra mira

vaz.a-dari doston se ho saki itni nahin

dushmanon men rat-din to hota hai charcha mira

aap hi ne to mohabbat se kaha tha ek din

ashiq-e-jan-baz hai ‘ḳhushtar’ faqat tanha mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raqs Karte Hue Main Tujhko Manaya Karti

poet

Jo Kuchh Kiya So Humne Kiya Apni Chah Se

KHWAJA GHULAM FARID

Sun Yar Purani Pid Wo

poet

Jab Mila Yar Tu Aghyar Seti Kya Matlab

KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI

Aashiqan Garche Ba-Sad Parda Nihan Aamda-And

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet