• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Se Dil Ka Rasta Bhi Aazmana Chahiye

Dil Se Dil Ka Rasta Bhi Aazmana Chahiye

dil se dil ka rasta bhi azmana chahiye

ruuTh jaa.e koi to us ko manana chahiye

baad muddat ke vo mil jaa.e kisi mahfil men to

haal apna bhi use phir kuchh sunana chahiye

zindagi jab chheḌ deti hai ghalat dhun koi bhi

bahr ya phir qafiya us men lagana chahiye

yuun to andhi men diya raushan rahe mumkin nahin

kuchh mohabbat ke charaghon ko jalana chahiye

vo tajahul hai jo mujh se is tarah mahfil men ab

us ki is harakat ko chupke se chhupana chahiye

chhoḌ kar chahe chala jaa.e vo kuchh bole bina

apne hisse ki vafa ko bas nibhana chahiye

roz qasid dekhta rahta huun qasid ki Dagar

koi us ka bhi javabi ḳhat to aana chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Maut Apni Jaan Ai dil Gardish-E-Aflak Ko

ali-sardar-jafri

Aae Hum Ghaalib-O-Iqbaal Ke Naghmat Ke Baad

Main Tumhein Phul Kahun Tum Mujhe KHushbu Dena

Sulagta Dasht Yakayak Bujha Nahin Karta

Parda Raha Ki Jalwa-E-Wahdat-Numa Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet