• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera KHulus-E-Mohabbat Bhi Kaamran Na Hua

Mera KHulus-E-Mohabbat Bhi Kaamran Na Hua

mira ḳhulus-e-mohabbat bhi kamran na hua

vo zulm Dhata raha mujh pe mehrban na hua

jabin-e-ishq jhuki hai na jhuk sakegi kabhi

bara-e-sajda agar tera astan na hua

hai baat kya jo abhi tak khile na lala-o-gul

ḳhizan ke ba.ad bhi shadab gulistan na hua

tiri hansi pe luTa dete chand taron ko

hamare zer-e-asar aaj asman na hua

vo aa.e mere tasavvur men shukriya un ka

zahe-nasib mira jazb ra.egan na hua

kisi ke ishq ne vo hausla diya mujh ko

koi bhi gham mire dil par kabhi garan na hua

vo ashiyana ho gulshan ho ya qafas ‘kashfi’

sitam zamane men ham par kahan kahan na hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Is Wahshat-Sara Mein Dard Kya Jazbaat Kya

Dilon Ka Haal Wo Be-Etibar Kya Jaane

Dast-Bardar Agar Aap Ghazab Se Ho Jaen

poet

Hamari Aql-E-Be-Tadbir Par Tadbir Hansti Hai

allama-iqbal

dil Soz Se Khaali Hai Nigah Pak Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet