• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Bhi Har Ang Tha Bahra Us Ka Jism Bhi Gunga Tha

Mera Bhi Har Ang Tha Bahra Us Ka Jism Bhi Gunga Tha

aziz-bano-darab-wafa

mera bhi har ang tha bahra us ka jism bhi gunga tha

varna aapas men kahne-sunne ko jaane kya kya tha

mere andar se jo mujh men diip jalane nikla tha

jaane kitni baar vo apne hi saae se uljha tha

is ghar ke chappe chappe par chhap hai rahne vaale ki

mere jism men mujh se pahle shayad koi rahta tha

koi pyasa mil jaae to phir lahren le sakta huun

ab main gham se suukh gaya huun pahle main bhi dariya tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Hua Ki KHud Bhi Jis Ka KHauf Tha Mujhe

Sufi

Andar Nahin Bahar Nahin Balki Piya Har Chiz Hai

tanveer-anjum

Main Rakh deti Hun Tumhaara Nam Photographer

Mohabbat Ho Gai Jis Ko Use Ab Dekhna Kya Hai

Shab Ki Aankhon Se Jo Gira Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet