• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mein Aisa Zauq-E-Zebaish Ba-Ru-E-Kar Le Aaya

Mein Aisa Zauq-E-Zebaish Ba-Ru-E-Kar Le Aaya

poet

men aisa zauq-e-zeba.ish ba-ru-e-kar le aaya

ki ḳhud-ara.i ki ḳhatir libas-e-dar le aaya

zamin ki mehvari gardish se umren ghaTti baḌhti hain

guzarta vaqt saa.e ko pas-e-divar le aaya

magar mujh ko ye ehsas-e-nadamt maar Dalega

para.e peḌ se phal toḌ kar do chaar le aaya

ye saare log us ke haq men raa.e dene vaale hain

vo apni saari tasviren sar-e-bazar le aaya

jahan se vapsi ka rasta qismat se milta hai

vahan tak qafile ko qafila-salar le aaya

virasat men ‘nasim’ is se baḌi jagir kya hogi

main dil ki dhaḌkanon men apni maan ka pyaar le aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Uske Milne Ka Koi Guman Bhi to Nahin

Ek Hijrat Ki Aawazon Ka

Shurua Silsila-E-Did Karne Wala Tha

poet

Duniya KHayal-O-KHwab Hai Meri Nigah Mein

Hum Ji Rahe Hain Koi Bahana Kiye Baghair

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet